Main jab jaga tab main savera samajh baitha Hua nahi wo jo main soch raha tha Dekhi jo teri hasi to use galat samajh baitha . Wo tha kuch aur main use pyaar samajh baitha
Woh nahi hota hai … jo dil e jahan mein socha jata hai Is dil main toh jane kya hai …are tu kahan jaanta hai ..Ye to wohi janta hai jo is marj ka bimar hota hai La-ilaaj hone pe bhi ye hi jindagi ka ilaaj hota hai
jo jee gaye wo pal na rahe abb hamaara
humse jo na kahe gaye wo shabd na rahe hamare
jam ko banaya tha jinse lagane ke liye wo lab na rahe hamare
na tum na tumhare sapne rahe hamare
Lak koshish ki thi maine jamane ko harane ki
Lak koshish ki maine tera pyaar pane ki
Par jab tune hi na pehchana mere isq ko
to jamane pe kaun aitbaar karta hai …..
lakh asqui ki chahat karte hai wo log ..
jinhe. jamane ka khayal hota hai
Hum to tere isq me kuch aise doobe ki
abb na khud ka na jamane ka vichar hota hai
Gujra hua har ek pal dil ki kabar main dafnadenge.. Har us pal ko jisne pyar diya mita denge .. Tu hai -to bhi tu hai ,tu nahi to bhi tu hai isme Jisme tera pyar nahi hr us khoon ke katre ko baha denge
suna tha log pyar main pagal ho jaate hai itna ho jaate hai pehli baar dekha hai ............abe gandu kuch acche kaam kar mech. main deg karke kya galib banna chahat ahia kamine
ReplyDeletenahi bhai !!!!
ReplyDeletebas yaar ..... kuch tha ... jo ho gaya !!!!!!!!